Track byJatin-Lalit/Lata Mangeshkar
Kabhi khushi kabhie gham Na judaa honge hum Kabhi khushi kabhie gham Meri saanson mein tu hai samaaya Mera jeevan toh hai tera saaya Meri saanson mein tu hai samaaya Mera jeevan toh hai tera saaya Teri pooja karoon main to har dam Yeh hai tere karam Kabhi khushi kabhie gham Na judaa honge hum Kabhi khushi kabhie gham Meri saanson mein tu hai samaaya Mera jeevan toh hai tera saaya Teri pooja karoon main toh har dam Yeh hai tere karam Kabhi khushi kabhie gham Na judaa honge hum Kabhi khushi kabhie gham Subh-o-shyaam charno mein Diye hum jalaaye Dekhe jahan bhi dekhe Tujhko hi paaye O subh-o-shyaam charno mein Diye hum jalaaye Dekhe jahan bhi dekhe Tujhko hi paaye In labon pe tera Bas tera naam ho In labon pe tera Bas tera naam ho Pyaar dil se kabhi bhi na ho kam Yeh hai tere karam Kabhi khushi kabhie gham Na judaa honge hum Kabhi khushi kabhie gham Yeh ghar nahin hai Mandir hai tera Is mein sadaa rahe tera basera Oh yeh ghar nahin hai mandir hai tera Is mein sadaa rahe tera basera Khushbuon se teri Yeh mahekta rahe Khushbuon se teri Yeh mahekta rahe Aaye jaaye bhale koi mausam Yeh hai tere karam Kabhi khushi kabhie gham Na judaa honge hum Kabhi khushi kabhie gham Meri saanson mein tu hai samaaya Mera jeevan toh hai tera saaya Meri saanson mein tu hai samaaya Mera jeevan toh hai tera saaya Teri pooja karoon main to har dam Yeh hai tere karam Kabhi khushi kabhie gham Na judaa honge hum Kabhi khushi kabhie gham Kabhi khushi kabhie gham Na judaa honge hum Kabhi khushi kabhie gham