AWA

Jiya

Track byArijit Singh

0
0
  • 2021.04.29
  • 4:43
AWAで聴く

歌詞

Jiya.. main na jiya Reza Reza.. mera jiya Jiya.. main na jiya Reza Reza.. mera jiya Main begaana sa Tha deewana sa Mujhko teri chaahat mein basa diya Jiya.. main na jiya Jiya.. main na jiya Jiya ha.. main na jiya.. Ho likhun hawaaon pe main Nainon se naam tera Ho saaye se main haathon ke Saaya lun thaam tera Ishq ka tu haraf Jiske chaaron taraf Meri baahon ke ghere ka bane hashiya (Haraf: a letter, Hashiya: Margin/Indentation) Jiya.. main na jiya Reza Reza.. mera jiya Jiya.. main na jiya Main na jiya.. Naina, firozi nehar Khwaabon ke paani mein ghar Aise hoon main tere bin Sehra ki jaise sehar (Firzoza: A blue/green colored semi-precious stone) Saans mein tu bhare Do jahaan se pare Aake tujhse milun main Mere sathiyaa.. Jiya.. main na jiya Reza Reza.. mera jiya Jiya.. main na jiya Main na jiya

このページをシェア

Arijit Singhの人気曲

Arijit Singh
の他の曲も聴いてみよう
AWAで他の曲を聴く
はじめての方限定
1か月無料トライアル実施中!
登録なしですぐに聴ける
アプリでもっと快適に音楽を楽しもう
ダウンロード
フル再生
時間制限なし