Kaali kaali aankhon ka Kaala kaala jaadu hai Aadha aadha tujh bin main Aadhi aadhi si tu hai Kaali kaali aankhon ka Kaala kaala jaadu hai Aadha aadha tujh bin main Aadhi aadhi si tu hai Kaali kaali aankhon ka Kaala kaala jaadu hai Aaj bhi junooni si Jo ek aarzoo hai Yun hi tarasne de Yeh aankhein barasne de Teri aankhein do aankhein Kabhi shabnam kabhi khushboo hai Kaali kaali aankhon ka Kaala kaala jaadu hai Aadha aadha tujh bin main Aadhi aadhi si tu hai Kaali kaali aankhon kaala kaala jaadu X 4 Gehre samandar aur do jazeere Doobe hue hain kitne zakheere Dhoondhne do ashkon ke moti Seepi se kholo Palkon se jhaanke to jhaankne do Jhaankne do Katra katra gin-ne do Katra katra chun-ne do Katra katra rakhna hai naa Katra katra rakhne do Teri aankhon ka yeh saaya Andhere mein koi jugnoo hai Kaali kaali aankhon ka Kaala kaala jaadu hai Aadha aadha tujh bin main Aadhi aadhi si tu hai.. Jaane kahaan pe badlenge dono Udte hue yeh shab ke parinde Do parinde. Pankhon pe baitha le ke ude hain Do boond de do pyaase pade hain Haan do boondein.. Lamha lamha lamhe do Lamha lamha jeene do Keh bhi do na aankhon se Lamha lamha peene do Teri aaknhein halka sa Chhalka sa ek aansoo hai Kaali kaali aankhon ka Kaala kaala jaadu hai Aadha aadha tujh bin main Aadhi aadhi si tu hai Kaali kaali aankhon ka Kaala kaala jaadu hai Aadha aadha tujh bin main Aadhi aadhi si tu hai Kaali kaali aankhon ka Kaala kaala jaadu.