Ghor andhera, kehta raha Haar jaa Ek sitaara, mana nahi Na daraa Roshni ki, ik boond pe Zinda raha woh Zinda raha woh Zindagi ki, kuch doriyon Ko jakde hue kehta raha Haq hai mujhe jalne ka Haq hai mujhe jeene ka Haq hai mera ambar pe Leke rahunga haq mera Leke rahunga haq mera Karta hoon wada Mere lahu ka, katra abhi Garam hai Ek adhura, mera abhi Karam hai Din mahine har saal ki Ginta raha woh Ginta raha woh Hosle ki kuch teliyon Ko pakde hue kehta raha Haq hai mujhe jalne ka Haq hai mujhe jeene ka Haq hai mera ambar pe Leke rahunga haq mera Leke rahunga haq mera Karta hoon wada Main janta hoon Mujhe aakhir ik na ik din marna hai Par jab talak bhi jeeu Woh jeena kaisa tay karna hai Mitti ki kaaya mein yuhi kahe irada Haq hai mujhe jalne ka Haq hai mujhe jeene ka Haq hai mera ambar pe Leke rahunga haq mera Leke rahunga haq mera Tu dekh lena