AWA

Buddhu Sa Mann (From "Kapoor & Sons (Since 1921)")

0
0
  • 2016.07.15
  • 3:26
AWAで聴く

歌詞

Dabi dabi si hansi honthon pe phansi hai Gudgudi kar rahi hawa Oo.. halla macha rahi hai pagal si khwaishein Khushiyon ki mili hai wajah Kuch hai junoon sa Kuch paagalpan hai Sau baatein karta ye buddhu sa mann hai Kuch hai junoon sa Kuch paagalpan hai Sau baatein karta ye buddhu sa mann hai Karne de khwaabon ko badmashiyaan Chalne de nazron ki manmaniyan Dhoondhe chalo kuch thikane naye Hone de pagli-pagli si nadaaniyaan Hosh mein rehna hai kyun Rehne se hoga kya Behoshiyon mein hai maza Oo.. bachkaani harkatein jo hoti hain hone de Khushiyon ki mili hai wajah Kuch hai junoon sa Kuch paagalpan hai Sau baatein karta ye buddhu sa mann hai Kuch hai junoon sa Kuch paagalpan hai Sau baatein karta ye buddhu sa mann hai Mausam ne bhi ki hai kuch koshishein Hone lagi dekho ye baarishien Sar pe chadha hai yeh kaisa asar Daude raftaar mein dil ki sab dhadkanein Dhun koi chal rahi hai, kaano mein dheeme se Roshan hai zyada yeh subah Oo.. halchal jo ho rahi hai seene mein hone de Khushiyon ki mili hai wajah.. Kuch hai junoon sa Kuch paagalpan hai Sau baatein karta ye buddhu sa mann hai Kuch hai junoon sa Kuch paagalpan hai Sau baatein karta ye buddhu sa mann hai

このページをシェア
Amaal Mallik/Armaan Malik/Abhiruchi Chand
の他の曲も聴いてみよう
AWAで他の曲を聴く
はじめての方限定
1か月無料トライアル実施中!
登録なしですぐに聴ける
アプリでもっと快適に音楽を楽しもう
ダウンロード
フル再生
時間制限なし